SEO kya hai hindi me aur kaise kaam karta hai? Very Easy Explanation Search Engine Optimization SEO in Hindi

SEO क्या है? और कैसे काम करता है? सर्च इंजन ऑप्टिमाइजेशन (Search Engine Optimization)आखिर होता क्या है और ब्लॉगर के लिए क्यों जरुरी है I आखिर होता क्या है और ब्लॉगर के लिए क्यों जरुरी है I यहाँ पे हम लोग सेओ का फुल फॉर्म और सीओ की जानकारी हिंदी में जानेंगे.I में यहाँ ऑन पेज सेव और ऑफ पेज SEO(On Page SEO aur Off Page SEO) ब्लॉगर के लिए फुल टेक्निक्स का टुटोरिअल हिंदी में लाया हु I
अगर आप एक ब्लॉगर है तो ये SEO(Search Engine Optimization) के बारे में आपको ज़ेतार पता होगा ही. सीओ को ब्लॉग में कैसे यूज़ करते है ये सब भी आपको पता होगा I
SEO kya hai hindi me aur kaise kaam karta hai?  Very Easy Explanation Search Engine Optimization SEO in Hindi
Explanation Search Engine Optimization SEO in Hindi


हम सब को पता है की अगर हमें ब्लॉग्गिंग में अच्छा रैंक पाना है तो हमें अच्छा कंटेंट और यूजर फ्रेंडली वेब्सीटेस को अपने विसिटोर्स को देना पड़ेगा ताकि आप और भी जायदा ट्रैफिक पा सके पर  अभी इतने सारे हिंदी ब्लोग्गेर्स है की आपको टाफिके या गूगल के टॉप सम पेजेज में जगह पाना मुश्किल है I SEO ऐसे देखा जाये तो कोई रूल नहीं है ये सर्च इंजन का अल्गोरिथ्म्स होता है जिसको देख के हमें सेव करना पड़ता है 

कुछ कंपनी है SEO पे पैसा खर्च करती है I ऐसे में आपको सो टर्म्स और मैनिंग्स बेसिक जानकारी होनी चाहिए. तो चलिए में आपको बताता हु की सेओ क्या होता है?






Very Easy Explanation - SEO in Digital Marketing in hindi

SEO का मतलब होता है सर्च इंजन और 3G 4Gइंटरनेट स्पीड और लोगो को ये सर्च इंजन को ज़्यादा इस्तेमाल करने से हैI एक डिजिटल ओप्पोर्तुनिटी ओपन हो जाता है अपने प्रोडक्ट के बारे में बताना या प्रमोशन करना वो भी digitally इसके लिए आपको सर्च इंजन में अद्वेर्तीसे करना आना चाहिए I

सर्च इंजन पे मार्केटिंग करने के लिए आपको डिजिटल मार्केटिंग को सीखना चाहिए और यहाँ पे मार्केटिंग करने लिए आपको SEO और SEM को सीखना चाहिए. यहाँ पे मने सेओ के बारे में बतया है I

 also Know
⇓⇓⇓


What is Search Engine Optimization? SEO ka meaning in Hindi

SEO के बारे में जानकारी हिंदी में

SEO फुल फॉर्म है सर्च इंजन ऑप्टिमाइजेशन Search Engine Optimization इसका मतलब होता है की आप अपने ब्लॉग को या पोस्ट को ऑप्टिमाइज़ करना पड़ता है सर्च इंजन के लिए SEO digital Marketing (SMO, SMM, Email, Social aur Affiliate Marketing) जैसा एक पार्ट भी कह सकते है I

SEO एक फ्री, नेचुरल और आर्गेनिक तरीका है गूगल के टॉप 10 सर्च पेजेज में लाने के लिए I SEO किसी भी websites की रैंकिंग को बढ़ाने या सुधरने के लिए किया जाता है I ऐसे SEO के 200 फैक्टर्स है जैसे गूगल को पता चलता है की ये वेबसाइट या ब्लॉग से फ्रेंडली है और उसको गूगल टॉप Google top में पोजीशन देता है. सो फैक्टर्स के हिसाब से गूगल उस ब्लॉग को वैल्यू देता है और उसको अच्छी रैंकिंग प्रोवाइड करता है I जब हमें गूगल टॉप पेजेज में पोजीशन देगा तो हमें ब्लॉग पे बहुत सरे visitorsमिलेगा जिसके कारण हमरे revenue में भी increase होगा I

में भी एक ब्लॉगर हूँ, तो मेरा ब्लॉग ब्लॉगर पे मैंने बनाया है. और बनने के बाद हिंदी रीडर्स तक पहुंचने के लिए मेने अपने ब्लॉग SEO फ्रेंडली किया है I उसके लिए मेरे को SEO बेसिक को सीखना पड़ेगा I

उसके लिए मेने  online seo articles कुछ live seo case study किया है SEO TOOLS के बारे में जाना और में ब्लॉग पे SEO इम्प्लीमेंट करता गया इससे मुझे मेरे ब्लॉग में काफी साडी हेल्प मिली I

Search Engine aur SERP - Search Engine Result Page ko samjhe

What is search engine aur search engine spider kya hota hai aur kaise kaam karta hai?

SEO सीखने से पहले सर्च इंजन को समझना चाहिए सर्च इंजन क्या होता है? सर्च इंजन आपको browsers में मिलेगा. सर्च इंजन जैसे की गूगल, याहू और बिंग ऐसे काफी सारे पॉपुलर सर्च इंजन मौजूद है. Search Engine  का काम कुछ ऐसा होता कि उसमें Search Engine ke Spider होते है जो information को crawling करता है फिरसर्च इंजन में indexing करता है और SEO ke 200 factors को चेक कर के SERP में रैंकिंग देता है.Google ka Search Engine सबसे जायदा उसे होने वालो में से एक है. अगर आप सेव करना चहते है तो Google के Algorithm को देख के करे.

SERP in SEO - Search Engine Result Page ke bare me



SEO me SERP kya hai? SERP ka full form Search Engine Result Page kaha jata hai. isme hota yese hai jab ham kuch search engine me search karte hai to hame results milta vo vohi results hota hai jisko bots already search engine me crawling indexing kar ranking deta hai vohi page hame top pe dikhai dete hai.

Aapne Dekha hoga jab aap kuch search ya Google Karte hai aur Google aapko Sab result shows karta hai. Fir kuch websites hi top pages per dikhayi deti hai to zayadar visitors wohi websites ko visit karte hai. Google search me agar aapka blog ya aapke posts top 10 result pages me na hoto aapke pass visitor kam aane ke chance se rehte. Visitors sirf aur sirf Kuch hi website ko check Karte hai. iss tarah se SEO help Karta hai Aapke blog ko Google ke results me first show kare taki aapko bahut Sare visitors mile. Aap search engine ko Apne blog ke Kuch related keywords se bhi Search me la sakte hai.


Jab aap Kuch keyword ko leke Google me search karte hai to aapko SERP (Search engine results page)  me two chije results me milega.


SERP Organic Results Pages listing aur Inorganic Results Pages listing kya hota hai



1. SERP Inorganic Results Pages listing: yis jagha pe list hone ke liye aapko Google AdWords ko pay Karna padega. Ye paid Ka way hai.

 2. SERP Organic Results Pages listing: yis jagaha pe aane ke liye Aapke blog ko SEO friendly banana padega ye bilkul free hai.
Ab samaj gaye hoge ki hame website/blog ko SEO kyu karana chahiye.

Note: Blog/websites ko google SERP me lane ke liye aap google ke free tool use kar sakthe hai. uski  details mene google search console me diya hai.


Google Search Engine Results ko kaise rank decide karta hai?


Google search engine ke crawlers pehle aapke blog ko crawling, index karta hai aur search me 200 se zyada algorithms hote to tab kuch jaruri factore ke according aapke blog ko rank provide karega. issko search engine last step jisko Ranking kahte hai. usme aaapka blog ka Domain age, site loading speed aur yese factors. abhi aap ko apne blog ki ranking ko sudharne ke liye aapko seo ko sahi karna chahiye.

Note: Seo Ranking for Keywords: jo keywords Google search engine ke crawlers ne already index kar usko rank kar diya hai aap yesje keywords ko seo keywords checker tools ke madad se dekh ke jiska competition low ho usko aap use karke aap post ko rank kara sakte hai.

SEO - Search Engine Optimization aakhir hota kya hai? Blogger kaise use Kar payege?

Friends SEO ak tarika hota hai. Jo ak blogger ko pata hota hai Ki yese post ko yese keywords hai jisme rank karvana hai to vo SEO Optimization Kiya ho aise kehlayega. Isko blogger agar use Karna hai to uske bare me Jankari Pani padegi aur SEO ka tarika pata chal Jaye to aap usko Apne blog pe apply Kar payega. Yese WordPress pe yese pulguins available hai jisme se yoast seo plugin jisme already niche bataya jata hai ki seo me ye improve karna chaiye fir aap Uske according aap SEO ko apply Kar payenge.



Search Engine Optimization - SEO blog aur website ko kaise fayda kara skatha hai?

  • Jese ki maan lo Aapka ak blog hai aur usme kafi sari valuble information hai. Agar koi user Google pe search Kare to aap ka vo content Google pe show hi na hota to vo information Ka kya mtlb banta hai. Agar aap blog ko achi tarah se seo friendly karte hai to google aapko achi position dega jisse Aapke blog pe bhut sari traffic Aayega
  • Yis liye blog ke liye SEO jaruri hai. SEO Ka bada fayda hai ki aapke blog ko sab ke samne visible Kar deta hai. Aur logo ko vohi information deta hai Jo aapke blog 50% related information hota hai.
  • Google Ka jo crawler hai usko easily bataya jata hai ki ye mera blog ye Mera SEO friendly content hai. Aur crawler usko acche se dekhta hai aur usko Google me index Kar leta hai. jiske karan aapka blog search result me top pages me aane ke chances badh jate hai.
  • SEO types ke content ke karan aapka SERP bhi improved hota hai.
  • Aapke blog ko organic taffrice me milti hai uske sath organic ranking me bhi boost milta hai

Search Engine Optimization - SEO types konse konse hai?

Types of SEO two hai isko White Hat SEO bhi hai kehte hai 1 ) On - Page SEO aur dusra hai 2) Off - Page SEO

1. On Page SEO :
Ye On Page SEO ham tab Karte hai jab ham blog pe log in hote hai. Jab ham blogging Karte hai tab on page SEO kehlayega. Jisme aap keywords ko check karte hove content ko banate hai. Permalink me keywords ko dalte ho. Keywords ki madad se Kuch information ko create Karte hai. Content ko title,meta description, heading, images me alt tag Ka use Karte hai ye sari chije ham keh sakte hi ki aap on page SEO Kar rahe hai.

On Page SEO me konsi konsi chije ko dekhna padta hai?


1.  Blog Speed: har ak user blog pr 5 ya 6 second tak hi tikta hai to blog ko fast load ho yesa banana hai. aapko blog me kam se kam images aur kam KB wale images ka use karna hai. blog ko bhi zayda fast load karne ke liye aapke blog pe jo chije kaam ki nahi hai use remove kar de. aap AMP ka bhi use kar sakte hai


2 .Mobile Friendly Blog: blog ko aap mobile friendly bhi banana padega aapko kyu ki abhi ke zaydatar user mobile ka use karte hai.

3. Keywords aur uske placement:
To friends ye to sab ko pata hai ki koi content ko create Karna chahega to usko phele keywords research Karni padti hai. Aap chahiye to keywords planner ya Neil Patel Ka ubersuggest tools Ka use kar ke long tail keywords pata laga sakte he ki konse keywords pe competition low hai and uski monthly search Volumes hai. Fir aap us focus keywords ko placement Karte ho aap usk keywords ko heading (H1) me, permalink (URL) me and image ke Alt tag me place Kar dete ho.

4. Keywords Density: aap ka jo focus keyword hai usko naturally paragraph me use kare agar aap zayda baar keywords ko use karte hai to vo keyword stuffing khelega. aap keyword density ko1.5% ya agar content length Zayda ho to aap 2.5% tak maintain rakhe.

5. Heading (H1, H2):
Ye bahut hi jyada jaruri hai aapne Jo focus keywords liya hai usko aap heading me bhi apply Kar de. Google jab koi result deta hai tab vo phele heading hi batata hai.  post ke title me aap long tail keywords ka use kare yise aapke blog ko visit karne ke chance badh jate hai. Jab kisi visitors ke related (LIS) queries us heading me Hoga to visitors defiantly usko click karenge.

3. Permalink (URL  Structure ):
Aap Jo keywords pe focus Kiya hai us keywords ko URL me jaruri add Kare. Permalink ko chota hi rehne dena. url structure me aapko LIS keyword ko hi use karna hai.

4. Internal Linking: agar aapka post rank ho gaya hai to aap dusre post ke rank ke help ke liye ranked post me uska url ko link kar de.usse aapke post ka hi fayda hai. agar aap internal linking karte hai to aapke blog ke other post me visitor ka visit karne ka chance bad jata hai.

5.External Linking: Isme aapko kisi dusre website ak hi link ko add karna hota hai. agar aap Droid ka post likh rahe hai to aap usko aapke blog me link kar sakte hai. kuch case me ye aapke blog ko achi rank deta hai

6. Meta description:
Ye bhi bhut hi jaruri hai SEO me aapka Jo content jaha se start ho Raha hai udhar se 150 words bhut jaruri hota hai. Vaha pe aap focus keywords and Uske related information likhni parti hai. Google jab results show karega to Kuch keywords ko bold Kar dega agar kisi use ke queries related hoga to. ye google ko batayega ki aapka blog kis topic pe hai.



7. Image Optimization:
Aap jo image use karega vo PNG format me ho to zayda better hoga. Hamesh compres ya Kam KB wali image us kare. Second baat hai ki Alt tag Ka use kare ur udhar bhi focus keywords ya image kis related hai hi alt tag me apply Kar de.

8. Post Length: Aapko apne post ko 1000 words me likhna hai. mtlb ki aapko 1000 words aur usko zayda valuable aur zyada informative post ko karna hai jisse google ko lage ye content acha hai aur aapke post high rank dega

9. Blog security HTTPS: blog me https ko enable kar de. isse google ko turst hota hai ki ye website secure hai aur usko bhi rank deta hai.

10. Canonical issue Check: aapka jo blog url hai usko ak hi url me rakhna hai. agr blog ke url ko alag alag tarikhe se karoge to vo aapke rank me effect hoga. hoga aise ki google ko lagega ki ye sari website ek dusre ke copy kiya hai. to ye aap ko check karna hai.

11. Error 404 page optimizationagar aap koi url ko check karte hai to. jaha pe aapne vo url ko share kiya ho ot. agar koi user us link ko open karta hai to. usko page not found ya page 404 ka error milega to aap old link ko new link pe redirect ka kar de. isse aapke blog pe koi issue nahi hoga


12. Sitemap: sitemap ko hame banana padta hai sitemap two type ke hote hai.
  1. Xml Sitemap: Google bot ko samjne me aasani ho uske liye banaya jata hai
  2. Html Sitemap: Visitor ke navigation ke html ka use kar ke sitemap banaya jata hai. jaha pe blog ki sare post ki links rakhi jati hai.
13. Robots.txt file: ye aapke blog ki ak text file hoti hai jo google ko blog ko batata hai aapke blog crawl karna hai. uske liye aapko ye file ko aapke blog me rakhna padega.isse bots ko crawling me help milega.

14. Content Optimization: aapko uper diye sare factors aapke olds posts me apply karna hai. aur blog me media ka sahi use karna hai. important keyword ko blog italic kar de ye bot ko jaldi noictec kar deta hai. content ko seo friendly  karna hai. isse aap bhut sare user tak search engine ki madad se pahuch sake

2. Off Page SEO:

Ham blog se log out hone ke baad Karte hai. Jaise blog Ko promotion ke liye online social media pe share karna. High da pa website pe Jake guest posts aur comments karna. Aur bookmarking submissions Karna jese hame backlinks milti hai. Jisse Google ko accha signal jata hai ki ye blog bhi accha hai yese hamare ranking me help milti hai.

Off Page SEO me konsi konsi chije ko dekhna padta hai

Directory Submissions: Apne blog ko online acchi high PR directory me Submit Karna hota hai.
Search Engine Submissions: Google,Bing, and yahoo aur yese Search engine me blog ko submit Karna hota hai.
Blog Commenting: Jo blogs aapek niche related hai us blog pe valuable comments karna hai. Sath me Aapke blog Ka link bhi comment kar de.
Forum Commenting: online yese bhut Sare forum ke website available hai aap udher valuable community guidelines ko follow Kar ke comments Kare. Ho sake to Apne blog Ka URL bhi de.
Guest Post: aap Aapke blog related niche pe Jake guest post bhi Kar sakte hai.
Social Bookmarking Submissions: aap online high da pa website pe Jake Apne blog ko bookmark kar Sathe hai. (Pinterest, Reddit,mix) yese website pe.
Questions and answers submission sites: Quora Jaise website pe aap questions ko Puch sakte hai and aapk dusre ke answers bhi de sath me apne blog Ka link bhi add kar de.
Classifieds ads submission: ye yese website hota hai jispe aap fee me advertising Kar sakte hai.

Photos and videos submissions: aap YouTube aur Instagram pe valuable content Bana Kar Apne blog ke Photos aur videos free me Submit Kar sakte hai.
Social Media Networking Sites Submissions: hame online social media site pe Jake apna profile, page, post pe blog Ka URL de. Jese ki Facebook, Twitter aur LinkedIn

SEO ke Essential Terms jisko aap ko jana chahiye. (SEO Terms information in hindi)

SEO ke two types hote hai.

1. White Hat SEO: Isme hame search engine ke diye gaye factors ko follow karna hota hai. isse
aapke blog ki Ranking increase hoti hai. yaske two types hota hai jisko maine upper batya hai.
1. On Page SEO aur 2. Off Page SEO.

2. Black Hat SEO: Isse me focus keyword stuffing kar rank paya jata hai. ye aapke blog ki ranking
ko ghata sakta hai. yisse aapko bachna hai.

Local SEO: aapke lock area ko target kar ye seo ka use kiya jata hai. isse aapke area ke logo hi vo
blog ke bare me jyada janne ko milega ya fir aap apne product ko local area seo ka use kar ke sell
kar sakta hai.

Backlinks: aapke site ke on page uske sath aapke blog ko kitne website backlinks mil rahe hai ye bhi
jaruri hai. agar aapke blog High DA PA website se backlinks mil rahi hai to google search engine ko
lagega ki ye bhi achi website hai.

Algorithm: ye tarah ka program hota hai jisko search engine me chalaya jata hai. jab koi user search

karta hai to search engine ke 200 se zayda Algorithm ko dekhte vohi acchi sites user ko deta hai.


Crawler (Bot, Spider, Web crawler, Googlebot): ek tarah ke search engine ke algorithms hote hai jo
website ko scan kar crawling, indexing aur ranking deta hai.

Bounce Rate: agar visitors aapke blog pe aate hai aur jaldi se aapke blog se exit hote hai to aap ka blog
ka Bounce Rate badh jata hai. yis liye aapko seo aur valuable content write karna chaiye.

Anchor Text: ye hyperlink text hote hai aur ye clickable hota hai. yiska use interlinking aur extrnlinkg me kiya jata hai isse aap post ko dusre post ya dusre ke site ke sath jod sakte hai

Breadcrumb Navigation: ye ak dusre type ka navtion hota hai. yaha se user ko madad milti hai ki vo blog ke konse post pe hai. Ex- Home>SEO>SEO INFO aap ysi ko WordPress me Yoast plugin ke help se bana sakte hai.

Online Search Engine Optimization SEO kaise sikhe aur SEO Expert kaise bane?

SEO kya hai hindi me aur kaise kaam karta hai? iska Explanation aapko mil gaya hoga ab aap bhi soch rahe hoge ki online me seo ko kaise sikha jaay? kaise seo expert bsne? to me aapko kuch website ke bare batavuga jaha se aap online seo free paid dono me sikh sakthe hai. ye kuch website hai jahan se aap seo sikh sakthe hai. aur last me aap aapke naam ka certificates bhi pah sakthe hai. 

Online Search Engine Optimization SEO learning website: phele me aapko bata duga yis website me aapko free me aur paid me dono me SEO course available hai. mene udemy se free me aur kuch paid course bhi kiya. seo digital marketing ka part hai  mtlb seo ka main topic digital marketing hai jisme aapko SEO ke bare me sikhne ko milega aap chahe to separately course ko leke kar sakthe hai.


  • Google digital marketing
  • Udemy digital marketing
  • Udacity digital marketing nanodegree program
  • Coursera digital marketing
  • edx digital marketing
  • LearnVern digital marketing

Search Engine Optimization SEO me Expert kaise bane?

Yese seo ko padhne ke baad certificate lene ke baad aap ek seo expert hai ye nahi kaha jayega jab tab aap Search Engine me khud ki website ko top pages me na la dethe ho. jab aap khud ki website ko SERP me top me lavoge aur udhar se jo visitor aapke paas aayegi tab aap sahi mayne me ek Digital marketer ya SEO Expert khelavoge. 

SEO Expert banne ke liye:

  1. SEO ko acche se jaan le.
  2. Hamesha SEO factors ko website me implements karte rahiye
  3. content is king - ye sentence ko na bhule on page aur off page seo ki quality ko barqarar rakhne.
  4. kab konsa algorithms change ho jaye aur aapko pata bhi na chale isse bachne ke liye popular seo news website ko follow kare aur update ko padte rahiye.
  5. seo me analytic rahe aur creative rahene abhi bahut jaruri hai

Last Words

To mene aap sab ko SEO kya hai hindi me aur kaise kaam karta hai?  Very Easy Explanation Search Engine Optimization SEO in Hindi ke bare me bata diya hai. mujhe aisa hai ki aap sab blogging ke Career me accha karege. ab next time jab bhi aap content likhenge to SEO ka jarur use karenge. aap SEO skill per aur bhi zayda work kare. uske liye aap Digital Marketing, udemy, youtube pe SEO ke tutorials dekhe yisse aapko zayda benefits hoga. aap online SEO ke sath update rahe Google ke algorithms ka kuch keh nahi sakte hai. ye jab chahe tab seo ke factors ko change bhi kar dete hai. me aasa karta hu ki aap seo ko sahi use kare aaap google top pages pe aaye aapko bahut sara traffic mile aur agar koi seo related koi sawal ho to mere comments ke box to aap logo ke liye hamesha khule hai. aap yahan pe puch sakthe hai. agar aapko post pasand aaya ho to share bhi jarur kare. aap hame quora pe bhi sawal puch sakte hai. dhanyawad

Previous
Next Post »